150 + Best Kumar Vishwas Shayari in English, Kumar Vishwas Motivational Shayari In Hindi, Kumar Vishwas Shayari On Life, Famous Kumar Vishwas Poetry, Shayari, Best of Kumar Vishwas Shayari, Kumar Vishwas Dosti Shayari In English, New Kumar Vishwas Shayari Collection, Kumar Vishwas Whatsapp Shayari in English.
Kumar Vishwas is an Indian Hindi poet, politician, and lecturer. He is a new-generation Hindi language performance poet and is also the voice of the youth. Vishwas routinely gives performances in which he demonstrates his poetry and love for Hindi, Urdu, and Sanskrit literature.
To know more about Dr. Kumar Vishwas, Read this.
Usi ki taraha mujhe saara zamaana chaahe
Wo mera hone se jyaada mujhe paana chaahe
Meri palkon se fisal jaata hai chehara tera
Ye musafir to koi thikana chaahe.
Koi pattar ki murat hai, kisi patthar me murat hai
Lo humne dekh li duniya, jo itni khubsurat hai
Zamana apni samjhe par, mujhe apni khabar yah hai
Tujhe meri zarurat hai, mujhe teri zarurat hai
Koi deewana kehta hai, koi pagal samjhta hai
Magar dharti ki bechani, ko bas badal samjhta hai
Main tujhse door kesa hu, tu mujhse door kesi hai
Ye tera dil samjhta hai, ya mera dil samjhta hai
Mai Tera Khwab Jee Loon Par Lachari Hai,
Mera Guroor Meri Khwahison Pe Bhari Hai…!
Subaj Ke Surkh Ujalon Se Teri Maang Saze,
Mere Saamne To Ye Shyah Raat Saari Hai….!!
Mere jine marne me, tumhara naam aayega
Main saans rok lu phir bhi, yahi iljam aayega
Har ek dhadkan me jab tum ho, to phir apradh kya mera
Agar radha pukaregi, to ghanshaym aayega
Nazar Me Sokhiya Lab Par Mohabbat Ka Fasana Hai
Meri Ummeed Ki Zad Me Abhi Sara Zamana Hai
Kai Jeete Hai Dil Ke Desh Par Maloom Hai Mujhko
Sikandar Hun Mujhe Ek Roz Khaali Haath Jaana Hai.
Main uska wo is ehsaas se inkar karti hai
Bhari mehfil me bhi, ruskwa har baar karti hai
Yakeen hai saari duniya ko, khafa hai humse wo lekin
Mujhe maloom hai phir bhi mujhi se pyaar karti hai
Mera job hi tajurba hai, tumhe batla raha hu main
Koi lab chu gaya tab, ki ab tak gaa raha hoon main
Bichud ke tum se ab kaise, jiya jaaye bina tadpe
Jo main hi nahi samjha, wahi samjha raha hoon main
Sada To Dhoop Ke Hatho Me Parcham Nahi Hota,
Khushi Ke Ghar Me Bhi Bolo Kabhi Kya Gam Nahi Hota?
Fakat Ek Aadmi Ke Waste Jag Chhodne Walo,
Fakat Uss Aadmi Se Yeh Zamana Kam Nahi Hota.
Na paane ki khushi hain kuch, Na khone ka hi kuch gam hain.
Ye daulat aur shoharat sirf, Kuch jakhmon ka marham hain.
Azab si kashmkash hain, Roz jine, roz marne maine.
Mukkamal zindgi to hain, Magar puri se kuch kam hain.
Tum amar raag-mala bano to sahi,
Ek paawan shiwala bano to sahi,
Log padh lenge tum se sabak pyaar ka,
Preet ki paathshaala bano to sahi.
Mohabbat ek ehsaaso ki, pawan si kahani hai
Kabhi kabira diwana tha, kabhi meera diwani hai
Yahan sab log kahte hai, meri aankhon me aansu hai
Jo tu samjhe to moti hai, jo na samjhe to pani hai
Is udaan par ab sharminda, Main bhi hoon aur tu bhi hain.
Aasman se gira parinda, Main bhi hoon aur tu bhi hain.
Chut gayi raste main, Jeene marne ki sari kasme.
Apne apne haal main zinda, Main bhi hoon aur tu bhi hain.
Ye vo hi iraade hain, ye vo hi tabassum hai
Har ek mohallat mein bas dard ka aalam hai Itni udaas baatein,
itna udaas lahzaa Lagta hai ki tum ko bhi, hum sa hi koi gham hai.
Badalne ko in aankhon ke manjar kam nahi badal,
Tumhaari yaad ke mausam, humare gham nahin badle,
Tum agale janm mein hum se milogi, tab to manogi,
Zamaane aur sadi ki is badal mein hum nahin badale.
Jab Aata He Jeewan Me Khayalato Ka Hangama
Haasi Baato Ya Jazbato Mulakato Ka Hangama
Jawani Ke Kayamat Daur Me Ye Sochte Hai Sab
Ye Hangame Ki Raate Hai Ya He Raato Ka Hangama
Tumhare paas hoon lekin jo duri hai, Samjhta hun.
Tumhaare bin meri hasti adhoori hai, Samjhta hun.
Tumhe.n main bhool jaaungaa ye Mumkin hai nahi.n lekin.
Tumhi ko bhoolna sabse jaroori hai Samjhta hun.
Nazar Mein Shokhiyan Lab Par Mohabbat Ka Fasaana Hai
Meri Ummeed Ki Zad Mein Abhi Saara Zamaana Hai
Kayi Jeete Hain Dil Ke Desh Par Maloom Hai Mujhko
Sikandar Hoon Mujhe Ik Roz Khaali Haath Jaana Hai
Phalak pe bhor ki dulhan yoon saz ke aai hai,
Ye din ugaa hai ya sooraj ke ghar sagaai hai,
Abhi bhi aate hai aansoon meri kahani mein,
Kalam mein shukrae-khuda hai ki Raushnaai hai .
Ek do roj me har aankhein ubb jaati hai,
Mujhko manjil nahi rasta samjhne lagte hai,
Jinko haasil nahi wo jaan dete rahte hai,
Jinko mil jaun wo sasta samjhne lagte hai.
“Siyasat”
Main tera khoya ya paaya ho nahi skta
Teri sharto pe gayab ya numaya ho nahi skta
Bhale sajish se gehre dafn mujh ko kar bhi do par main
Sarajn ka bij hu mitti me jaya ho nahi sakta
Tumse Doori Ka Ehsaas Satane Laga,
Tere Saath Guzara Har Lamha Yaad Aane Laga,
Jab Bhi Tujhe Bhoolne Ki Koshish Ki Aye Dost,
Tu Dil Ke Aur Bhi Kareeb Aane Laga.
sab apne dil ke raja hai, sabki koi rani hai,
bhale prakashit ho na ho par sabki koi kahani hai.
bahut saral hai kisne kitna dard saha,
jiski jitni aankh hanse hai, utni peer purani hai.
Muskaan Aapke Hontho Se Kahi Jaye Nahi,
Aansu Aapke Palkon Pe Kabhi Aaye Nahi,
Pura Ho Aapka Har Aaya Hua Khawab,
Aur Jo Pura Na Ho Wo Khawab Kabhi Aaye Nahi.
mehfil-mehfil muskana to padta hai,
khud hi khud ko samjhana to padta hai,
unki aankho se hokar dil jana,
raste me ye maikhana to padta hai.
Tumhara khawab jaise gum ko apnane se darta hai
Humari aankh ka aansu, khushi pane se darta hai
Ajab hai lajjate gum bhi, jo mera dil abhi kal tak
Tere jaane se darta tha wo ab aane se darta hai
Gamon Ko Aabru Apni Khushi Ko Gam Samjhte Hain
Jinhe Koi Nahin Samjha Unhein Bas Ham Samjhte Hain
Kashish Jinda Hai Apni Chahton Mein Jaan-E-Jaan Kyunki
Hamein Tum Kam Samjhti Ho, Tumhein Hum Kam Samjhte Hain
mil gaya tha jo muqaddar wo kho ke nikla hoon,
mein ek lamha hu har baar ro ke nikla hoon,
raah-e-duniya me mujhe koi bhi dushwari nahi,
mein teri zulf ke pencho se ho ke nikla hoon.
Wo jiska teer chupke se jigar ke paar hota hain
Wo koi gaer kya apna hi ristedaar hota hain
Kisi se apne dil ki baat tu kahna na bhule se
Yaha khat bhi thodi der main akhbaar hota hain.
Tumhi pe marta hai ye dil adawat kyo nahi karta
Kai janmo se bandi hai bhagawat kyo nahi karta
Kabhi tumse thi jo wo hi shikayat hai jamane se
Meri tariff karta hai mohabbat kyo nahi karta
Hame maloom hai do dil judaai sah nahi,
n sakte Magar rasme-wafa ye hai ki ye bhi kah nahi sakte
Zara kuchh der tum un saahillon ki cheekh sun bhar lo Jo laharo.n mein to doobe hai,
Magar sang bah nahi.n sakte
Bhramar koi kumudani par machal baitha to hungama Humare dil main koi khwab pal baitha to hungama Abhi tak doob kar sunte the sab kissa mohabbt ka Main kisse ko hakikat main badal baitha to hungama.
Tum agar nahi aayi geet gaa na pauga
Saans sath chodegi, sur saza na pauga
Taan bhawna ki hai, shabd shabd darpan hai
Bansuri chali aao, hoth ka nimantran hai
Tera paas hoon lekin jo duri hain, samjhta hun.
Tumhaare bin meri hasti adhoori hain, samjhta hun.
tumhe main bhool jaaunga yeh mumkin hai nahin lekin.
tumhi ko bhoolna sabse jarorri hai, samjhta hun.
Koi deewan kahta hain, koi pagal samjhta hain Magar dharti ki baicheni to,
bas badal samjhta hain Main tumse dur kitna hun,
tu mujhse dur kitni hain Ye tera dil samjhta hain, ya mera dil samjhta hain.
Bhamwar Me Hai Safeena Raat Ka Patwaar Chhooti Hai
Kinare Dard Ki Basti Ke Sahookaar Baithe Hai
Tumhare Khwab Me Aane Ki Hashrat Aaj Bhi Hai Par
Suna Hai Dwar Par Palkon Ke Pahredaar Baithe Hai
Kalam ko khoon mein khud ke dubota hoon to hungama,
gireban apna aansoon mein bhigota hoon to hungama,
Nahin mujhe par bhi jo khud ki khabar wo hai zamaane par,
Main hansra hoon toh hungama.
Tamanna Koi Bhi Mere Dil Ki Poori Na Hui,
Chahat Ka Koi Afsana Na Bana,
Aaj Phir Chali Gayi Zindagi Nazron Ke Saamne Se,
Aur Usse Baat Karne Ka Koi Bahana Na Bana.
Koi patthar ki murat hain, kisi patthar main murat hian
lol humne dekh lee duniya, jo itni khubsuat hain
zamana apni samjhe par, mujhe apni khabar yaha hain
Tujhe meri Jarura hain, mujhe teri jarurat hain.
Khushhali Me Ik Badhali, Mein Bhi Hun Aur Tu Bhi Hai.
Har Nigah Par Ik Sawaali, Mein Bhi Hun Aur Tu Bhi Hai.
Duniya Kitna Arth Lagaye, Ham Dono Ko Malum Hai.
Bhare-Bhare Par Khali-Khali, Mein Bhi Hun Aur Tu Bhi Hai.
Mera jo bhi tajura hain, tumhe batla rha hu main
koi lab chu gya tha tab, ki ab tak gaa rha hu main
bichad ke tum sa ab kaise, jiya jaye bina tadpe
jo main khud nahi samjha, wahi samjha rha hu main.
Baat unchi thi magar baat jara kaam anki,
Usne jazbaat ki aukaat jara kam anki,
Wo farista keh kar mujhe jaleel karta raha,
Mai insaan hoon, meri jaat jara kam anki.
Basti basti ghor udasi, parvat parvat sunapan.
man heera bemol lut gaya, ghis ghis reeta man chandan.
is dharti se uss ambar tak, do hi cheez gajab ki hain.
ek toh tera bholapan hain, ek mera deewanapan.
Main apne geeton aur gazalo se use pegam karta hu
Uski di hui daulat usi ke naam karta hoon
Hawa ka kaam hai chalna, diye ka kaam hai jalna
Wo apna kaam karti hai, me apna kaam karta hoon
Naval Ho Kar Purana Jaa Raha Hai, Tumko Suchit Ho,
Pun: Yovan Suhana Aa Raha Hai, Tumko Suchit Ho,
Jise Sun Kar Kabhi Tumne Kaha Tha – Maun Ho Jao,
Wo Dhoon Sara Zamana Gaa Raha Hai, Tumko Suchit Ho.
Usi ki tarah mujhe saara zamaana chaahe
wo mera hone se jyaada mujhe paana chaahe
meri palkon se fisal jaata hai chehara tera
ye musafir to koi thkana chaahe.
Himmat ae dua badh jati hai
Hum chirago ki in hawao se
Koi to jake bata de usko
Dard badta hai ab duao se
Mohabat ek ehsaanso ki, pawan si kahani hain,
kabhi kabiri diwani tha, kabhi mira diwani hain,
yahan sab log kehtey hain, meri aankhon main aanshu hain,
jo tu samjho toh moti hain, jo na samjho toh paani hain.
Panaho me jo aaya ho to us par war kya karna
Jo dil hara ho us pe phir adhikar kya karna
Muhabbat ka maza to dubne ki kashmkahs me hai
Ho gar maloom geharai to dariya paar kya karna
Read Also: 150+ Best Romantic Love Quotes.
Mere jeene marne main, tumhara naam aayega.
main saans rok lu phir bhi, Yahi ilzaam aayegaa.
har ek dhadkan main jab tum ho, to phir apradh kya mera,
agar radha pukarengi, to ghanshyam aayega.
Ghar se nikla hun to nikla hai ghar bhi sath mere
dekhna ye hai ki manzil pe kaun pahunchega?
meri kashti mein bhawar bandh ke duniya khush hai
duniya dekhegi ki sahil pe kaun pahunchega.
Koi deewan kehta hain, koi pagal samjhta hain
magar dharti ki baicheni toh, bas badal samjhta hain
main tumse dur kitna hun, tu mujhse dur kitni hain
yeh tera dil samjhta hain, ya mera dil samjhta hain.
Swaye se durr ho tum bhi, swaye se durr hum bhi,
bahut mashoor ho tum bhi, bahot mashoor hain hum bhi
badey magroor ho tum bhi, bade magroor hain hum bhi
atah majboor ho tum bhi, atah majboor hai hum bhi
Humare sher sunkar bhi jo khamosh itna hain,
Khuda jaane guroor e husan main madhosh kitna hain.
Kisi pyale se pucha hai surahi ne sbab may ka,
Jo khud behosh ho wo kya bataye hosh kitna hain.
Yeh chadar sukh ki mola kyu, sad choti banata hain.
seera koi bhi thamo, dusra khud chhut jaata hain.
tmharey saath tha to main, zamaane bhar main ruswa tha.
magar ab tum nahi ho to, Zamana sath gata hain.
Pratham pad par watan na ho, to hum chup rah nahi skte
Kisi shav par kafan na ho, to hum chup rah nahi skte
Bhale satta ko koi bhi salami de na de lekin
Shahido ko naman na ho to hum chup rah nahi skte
Nazar main sokhiya lab par muhabat ka tarana hain
meri umeed ki jad main abhi sara jamana hain
kai jeetey hain dil ke desh par maalum hai mujhko
sikander hun mujhe ek roz khaali hath jana hain.
Tujh ko guru-e-husb hai, mujh ko suru-e-fan hain.
donon ko khud pasandgi ki lat buri bhii hai.
tujh mein chhupa ke khud ko main rakh doon magar mujhe.
kachh rakh ke bhul jaane ki aadat buri bhi hain.
We Hope You like this ” Kumar Vishwas Shayari in English ” Post. Do share it with your Friends & Family. For More Awesome Quotes & Shayari, Check DeepShayariQuotes Home Page.
#Kumar Vishwas Shayari in English #Kumar Vishwas Shayari in English for you.
ki garlib, fir nahi milte wo dil, jo ek baar tut jate hai…Kahani aksar unki…
Best 150+ "Woman Day, Happy Women'S Day, March 8Th Women'S Day, International Day Of Women'S,…
Best 150+ "Woman Day, Happy Women'S Day, March 8Th Women'S Day, International Day Of Women'S,…
Best 150+ "Happy Holi, Happy Holi Wish, Holi Festival Wishes, Holi Happy Holi, Holi Greetings…
Best 150+ "Happy Holi, Wishes Of Happy Holi, Wish Happy Holi, Happy Holi Wish In…
Best 150+ "Maha Shivratri, Maha Shivratri In Hindi, Maha Shivratri Wishes In Hindi, Shivratri Wishes…
This website uses cookies.
View Comments
I waas recommended this websdite via my cousin. I amm noww
nott certain whether orr not thjis publis is written viaa hhim
as no onee epse understand suchh specicic aboput
mmy trouble. Yoou are wonderful! Thank you!
I every timee used to read paragraph inn news papers but now as I am a
user oof net so from now I amm usingg neet ffor content, thanks to web.