Zakir Khan Quotes in English
Zakir Khan

150+ Zakir Khan Quotes in English (Best Quotes, Shayari, Poem on Life, Friendship and love)

Zakir Khan Quote in English

Hello Friends, Today we bring a very precious collection of Zakir khan quotes in English, Zakir khan thoughts in english, Zakir khan poem in english for you. You will really enjoy this post. please read this post and do not forget to share the post with your friends and family.

You can also post it on you Whatsapp, Instagram, and facebook story and status.

zakir khan Quotes in English

Ego unme hai,
Toh hum Halke hai kya…
Bahot Pighala hu bhai…
tabjake sakht huna hunnn.
Apne aap ke bhi peeche Khada hoon mein,
Zindagi kitna dheere chala hoon mein.
Har Ek Dastoor Se Bewafai
Maine Shiddat Se Hai Nibhai,
Raaste Bhi Khud Hai Dhundhe
Aur Manzil Bhi Khud Banayi.
Loot rahe the khazane,
maa baap ki chaav me.
Hum kaudiyon ke khatir,
ghar chhod ke aa gaye
Zindgi me zyada nahi,
bas inti si farmaish hai.
Ab tasveer se nahi,
tafeel se milne ki khwahish hai.

Zakir Khan shayari in english

Mai Explore karne nahi aya hun…
Mai Explode karne aya hun…
Never Put Number to your Success…
Jis Din Pura ho Gaya toh Kya Karega…
Meri zameen tumse gehri rahi hai. Waqt aane do, aasman bhi tumse uncha rahega.
Jaruri thodi hai ke,
jo Pathar tum maro use aam tute hi…
Kuch Kosise Taiyari ke liye bhi hoti hai… Bhole”
Ishq ko masoom rehne do notebook ke aakhri panne par. Aap use kitaabon mein daalkar mushkil na kijiye.
Ab woh aag nahi rahi, na Sholon jaisa dehekta hoon. Rang bhi sab ke jaisa hai, sabsa hi to Mehekta hoon.

Zakir Khan thoughts in english

Bhai Breakup hone ke baad Ek Chutiya chiz hoti hai, Tumko Gaano ki Lyrics samjh ane lag jati hai…
99.99 problems ho rahi hai uska naam hai…
Male Ego…
Woh titli ki tarah aayi aur Zindagi ko baag kar gayi, Mere jitne napak the iraade unhe bhi paak kar gayi.
Mai Shunya pe sawaar hoon
Be adab sa mai khumar hoon
Mushkilo se mai kya darun
Mai khud keher hazaar hoon …..
Teri bewafaai ke Angaaron mein
lipti rahi yun ruh meri.
Mein is tarah aag na hota,
jo ho jaati tu meri.
Ab koi haq se hath pakadkar
mehfil mein dobara nahi baithaata.
Sitaaron ke beech se suraj banne ke
kuch apne hi nuksaan hua karte hai.

Zakir Khan poem in english

Har ek dastoor se bewafai,
main shiddat se hai nibhai.
Raaste bhi khud hai dhundhe,
aur manzil bhi khud banayi.
Bahut Masum ladki hai
ishq ki Baat nahi samjhti
Na jane Kis Din Mein khoyi Rehti,
meri raat nahi samjhti
Kamyaabi tere liye humne khud ko
kuch yun taiyyar kar liya,
Maine hr jazbaat bazaar mein rakh kar
ishtehaar kar liya
Hazaron baar suney hue gaane ka lyrics, agar achanak se accha lagne lag jaaye,
toh babu samajh jao ki emotional watt lagane hi wali hai
Mere kuch sawaal hai
jo sirf Qayamat ke roz puchunga tumse,
Kyuki uske pehle tumhari aur meri baat ho sake
is laayak nahi ho tum.
Hum dono me bas itna sa farq hai -
uske sab “lekin” mere naam se shuru hote hain,
aur mere saare
“kaash” uss par aa kar rukte hain.

Zakir Khan quotes on life

Bewajah bewafaon ko yaad kiya hai,
Galat logon pe bahut Waqt barbaad kiya hai
Ek arsey se hoon thamey, Kashti ko bhanwar mein.
Toofaan se bhi jyada, Sahil se siharta hoon
Main Waqt aur tum Qayamat. Dekhna, jab hum milenge toh iss Kainaat mein sab kuch ruk jayega
Zindagi se kuch jyada nahi, bas itni si farmaish hai.
Ab tasveer se nahi, tafseel se milne ki khwahish hai.
Mein chah kar bhi, tum jaisa nahi ban paya. Dekho na…Tum toh aage badh gaye, par mein kahaan badh paaya.
Har ek dastoor se bewafai, main shiddat se hai nibhai. Raaste bhi khud hai dhundhe, aur manzil bhi khud banayi.

Zakir Khan shayari on life

Jise Piyar hota hai, use hota hai…
koi Logic to hota nahi hai…
Jabhi bhi propose karne jaye toh,
at least Self-Respect ke sath wapas aye.
o all girl: Tum Patang nahi ho, Panchhi ho… koi Dhor tumeh Rok nahi skati…
If No Kajal Look is Statement, toh Chappal bhi Statement hai… “Ja… Nahi hounga Taiyar tere liye…
Apni nazron mein apni self-esteem low bahut galat baat hai.
Jindagi bahot Labhi hai, Tanha katna bahot bura katna hai hai

Zakir Khan Quotes on life

Relationship mai Jadatar hum Laundo ka.. Over Commit and Under Deliver Raheta hai.
Ektarfa Piyar bhi Relationship hota hai… Samne wala Participant nahi kar raha hai… iska Matalb ye nahi ki mera koi Investment nahia hai…
Jindagi bahot Labhi hai, Tanha katna bahot bura katna hai hai

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *